“Piya Aaye Na Song Lyrics”

“Piya Aaye Na Song Lyrics”
Movie: Aashiqui2 (2013)
Song: Piya Aaye Na
Lyricist: Irshad Kamil
Singers: Tulsi Kumar, K.K
Music: Jeet Ganguly
Cast: Aditya Roy Kapoor, Shraddha Kapoor
Director: Mohit Suri
Producers: Bhushan Kumar, Mukesh Bhatt, Krishan Kumar

(Teri khata hai, mere jiya) * 2
Unpe bharosa kyun, tune kiya

Sab jhoote jhoote waade the unke
Chal peeche peeche aaya tu jinke
Woh piya aaye na, woh piya aaye na
Piya aaye na, woh piya aaye na

Ab sabhi un khwaabon ki tu, dagar chod de
Ab sabhi un khwaabon ko tu, khud hi tod de
Woh piya aaye na, woh piya aaye na
Piya aaye na, woh piya aaye na

(Teri khata hai, mere jiya) * 2

Har, khata, ki hoti hai koi, na koi sazaa
Gham likhe, ho kismat mein, toh ban hi jaati wajah
Ab sabhi gham ashqon mein, simat se gaye
Ab sabhi aansu palkon se, lipat se gaye
Woh piya aaye na, woh piya aaye na
Piya aaye na, woh piya aaye na

Sach laga tha jo bewajah humko
Wo bharam ho gaya hai
Bhor aane the jis fasaane mein wo khatam ho gaya
Bhoole hum, bhoole woh
Kaise sabse kahein baat yeh

Ab chalo hum dheere dheere, bihal se gaye
Ab chalo hum jaise bhi ho, sambhal se gaye
(Woh piya aaye na, woh piya aaye na
Piya aaye na, woh piya aaye na) * 2

(Teri khata hai, mere jiya) * 2
Unpe bharosa kyun, tune kiya.  🙄