Movie: Piku (2015)
Song: Bezubaan
Lyricist: Anupam Roy, Manoj Yadav
Singer: Anupam Roy
Music: Anupam Roy
Music Rights: Zee Music Company
Cast: Deepika Padukone, Amitabh Bachchan, Irrfan Khan
Director: Shoojit Sircar
Producers: N. P. Singh, Ronnie Lahiri, Sneha Rajani
Enjoy the songs from the movie Piku (2015) here:
Kis lamhe ney thaami, ungli meri
Phusla ke mujhko, le chala
Nange paaon daudi, aankhein meri
Khwaabon ki saari bastiyaan
Har dooriyaan har faasle, qareeb hain
Is umr ki bhi shakhsiyat, ajeeb hai…
Jeeni jeeni, in saanson se
Pehchaani si, awaazon mein
Goonje hai aaj aasmaan
Kaise hum bezubaan…
Is jeene mein, kahin hum bhi the
The zyada ya, zara kam he the
Ruk ke bhi chal pade magar
Raste sab bezubaan…
Jeene ki ye kaisi, aadat lagi
Bey-matlab ye karzein, chadgaye
Haadson se bachke, jaate kahaan
Sab rote hanste, sehgaye
Ab galtiyaan jo maan li, toh theek hai
Kamzoriyon ko jo maat di, toh theek hai…
Jeeni jeeni, in saanson se
Pehchaani si, awaazon mein
Goonje hai aaj aasmaan
Kaise hum bezubaan…
Is jeene mein, kahin hum bhi the
The zyada ya, zara kam he the
Ruk ke bhi chal pade magar
Raste sab bezubaan, bezubaan
Hum bangaye bezubaan…
Jeeni jeeni, in saanson se
Pehchaani si, awaazon mein
Goonje hai aaj aasmaan
Kaise hum bezubaan…
Is jeene mein, kahin hum bhi the
The zyada ya, zara kam he the
Ruk ke bhi chal pade magar
Raste sab bezubaan.
*** More songs from the movie Piku (2015) ***
Journey Song Lyrics
Lamhe Guzar Gaye Song Lyrics
Piku Title Track Song Lyrics
Teri Meri Baatein Song Lyrics
** Hope you enjoyed the song lyrics! Share your happiness, and do comment below for any suggestions! Thank you **
*** Are you interested in learning music online? We have qualified teachers with as much as 15 years of experience. Please email us on lyricalwoods@gmail.com for more details, along with your preferences. Thank you, and happy learning!