“Jaane Kyun Log Pyaar Karte Hain Song Lyrics”

“Jaane Kyun Log Pyaar Karte Hain Song Lyrics”
Movie: Dil Chahta Hai (2001)
Song: Jaane Kyun Log Pyaar Karte Hain
Lyricist: Javed Akhtar
Music: Shankar, Ehsaan, Loy
Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik
Cast: Aamir Khan, Saif Ali Khan, Akshay Khanna, Preity Zinta, Dimple Kapadia, Sonali
Director: Farhan Akhtar
Producer: Ritesh Sidhwani

(Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun voh kisi pe marte hain) – 2
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun

Pyaar mein, sochiye toh bas gham hai
Pyaar mein, jo sitam bhi ho kam hai
Pyaar mein, sar jhukaana padta hai
Dard mein, muskuraana padta hai
Zaher kyun zindagi mein bharte hain
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun

(Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin vo, tanha hai) – 2
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar he zindagi sajaata hai
Log chup chup ke pyaar karte hain
Jaane kyun saaf kehte darte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Ho jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun

Pyaar bekaar ki musibat hai

Pyaar har tarah khoobsurat hai

Oh, pyaar se ham dur he ache

Arey pyaar ke sab roop hai sachche

Ooo, pyaar ke ghaat jo utarte hai
Doobte hai na voh ubharte hai
Jaane kyun, jaane kyun

Pyaar toh khair sabhi karte hain
Jaane kyun aap he mukharte hain
Jaane kyun, jaane kyun

Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun.    😉