Movie: Kalyug (2006)
Song: Na jaane Kabse / Aadat
Music: Anu Malik
Singer: Atif Aslam
Cast: Emraan Hashmi, Kunal Khemu, Amrita Singh
Director: Mukesh Bhatt, Mahesh Bhatt
Producer: Mohit Suri
Na jaane kab se, umeedein kuch baaki hain
Mujhe phir bhi teri yaad, kyun aati hai
Na jaane kab se…
Door jitna bhi tum mujhse, paas tere main
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Zindagi se koyi shikwa, bhi nahi hai
Ab to zinda hoon main iss neele aasmaan mein…
Chaahat aisi hai yeh ter,i badhti jaaye
Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye
Yaadein gehri hain itni, dil doob jaaye
Aur aankhon mein yeh gham nam ban jaaye…
Aa oo oho oo…
Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein…
Aa oo oho oo…
Sabhi raatein hain, sabhi baatein hain
Bhoola do unhe, mita do unhe…
Ab to aadat si hai mujhko! 😐