“Socha Hai Song Lyrics”

Movie: RockOn
Song: Socha Hai
Music: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Farhan Akhtar

Aasman hai nila kyun, paani gila gila kyun
Gol kyon hai zameen
Silk main hai narmi kyun, aag main hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Ped ho gaye kam kyun, teen hai ye mausam kyun
Chand do kyun nahi
Duniya main hai jung kyun, behata laal rang kyun
Sarhadein hai kyun har kahin

Socha hai, ye tumne kya kabhi
Socha hai, ki hai ye kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi

Behati kyun hay har nadi, hoti kya hai roshani
Barf girati hai kyun
Dosth kyun hai ruthate, taare kyun hai tutathe
Baadalon me bijali hai kyun

Socha hai, ye tumne kya kabhi
Socha hai, ki hai ye kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi

Sannata sunayi nahi deta, aur hawaaye dikhayi nahi deti
Socha hai kya kabhi, hota hai ye kyun

Aasman hai nila kyun, paani gila gila kyun
Gol kyon hai zameen
Silk main hai narmi kyun, aag main hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Ped ho gaye kam kyun, teen hai ye mausam kyun
Chand do kyun nahi
Duniya main hai jung kyun, behata laal rang kyun
Sarhadein hai kyun har kahin

(Socha hai, ye tumne kya kabhi
Socha hai, ki hai ye kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi) * 2  🙂