“Sindbad The Sailor Song Lyrics”

Movie: RockOn
Song: Sindbad The Sailor
Music: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyricist: Javed Akhtar
Singer(s): Farhan Akhtar, Shankar Mahadevan

Sindbad the sailor ek jahaaz mein jab chala, mere yaar sunlo sunlo
Doondh raha tha ek naye duniya ka pata, mere yaar sunlo sunlo
Wo, anjaane raahon mein tha, oo, wo, lehron ki baahon mein tha oo
Sab ne kaha tha in samandaron mein jaana nahin, mere yaar sunlo sunlo
khwaabon ke peeche jaake kuch bhi hai paana nahin, mere yaar sunlo sunlo
Wo apni hi dhun mein raha, oo, wo, sunta tha dil ka kahaan oo
(Uske the, jo sapne, wohin us ke the apne
Aisa tha sindbad the sailor, sailor) * 2

Uska jahaaz gira tufano mein, mere yaar sunlo sunlo
Phir bhi na aayi kami uske armaano mein, mere yaar sunlo sunlo
Wo, deewana aisa hi tha, oo, wo, sapno ka humrahi tha oo
(Uske the, jo sapne, wohin us ke the apne
Aisa tha sindbad the sailor, sailor) * 2

Wo, kuch paane ki chaah mein, oo, wo, badta rahan raahon mein oo
Gehra samundar tha oonchi oonchi lehren, mere yaar sunlo sunlo
Kashtiya jin dekhi mushkil se tehre, mere yaar sunlo sunlo
Wo, saahil tak aa hi gaya, oo, wo, woh mazil ko paa hi gaya oo
(Uske the, jo sapne, wohin us ke the apne
Aisa tha sindbad the sailor, sailor) * 2

Tum ho toh, gaata hai dil, tum nahin, to geet kahan
Tum ho to, hai sab haasil, tum nahin, to kya hai yahan
Tum ho to hai, sapno ke jaisa haseen, ek samaa
Jo tum ho to, yeh lagta hai, ke mil gayi, har khushi
Jo tum na ho, yeh lagta hai, ke har khushi, mein hai kami
Tumko hai maangti yeh zindagi….

(Oo, oo, oo, ooooo) * 4 🙂