“Sun Raha Hai Song Lyrics”

“Sun Raha Hai Song Lyrics”
Movie: Aashiqui2 (2013)
Song: Sun Raha Hai
Lyricist: Sandeep Nath
Singer: Ankit Tiwari
Music: Ankit Tiwari
Cast: Aditya Roy Kapoor, Shraddha Kapoor
Director: Mohit Suri
Producers: Bhushan Kumar, Mukesh Bhatt, Krishan Kumar

Apne karam ki kar adaayein
Yaara, yaara, yaara

Mujhko iraade de, kasmein de waade de
Meri duaon ke ishaaron ko sahare de
Dil ko thikaane de, naye bahane de
Khwaabon ki baarishon ko mausam ke paimane de

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigahein

(Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main) * 2

Manzilein ruswa hain, khoya hai raasta
Aaye le jaaye, itni si iltja
Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai haan

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigahein

Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main

Waqt bhi thehara hai, kaise kyun ye hua
Kaash tu aise aaye, jaise koi dua
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

(Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main) * 2
Yaara.  ♥  😥